Hazrat Daaneyaal Alayhis Salaam

Hazrat Daaneyaal Alayhis Salaam   Daneyal >➤ Hazrat Daaneyaal Alayhis Salaam :- Hazrat Daaneyaal Alayhis Salaam Ki Wilaadat ‘Bukhte Nasr’ Ki Baadshaahi Ke Zamaane Me Hui, ‘Bukhte Nasr’ Jab Baadshah Bana To Ushe Kaahno(Paadriyo/Pujaariyo) Ne Khabar Di Ki Teri Baadshahi Me Ek Baccha Peida Hoga Jo Teri Baadshahi Me Kami Ka Sabab Banega To Usne … Read more

Hazrat Ashmueel Alayhis Salaam

Hazrat Ashmueel Alayhis Salaam ashmueel >➤ Hazrat Ashmueel Alayhis Salaam :- Hazrat Musaa Alayhis Salaam ke Baad Yusa’a Alayhis Salaam Aaye jo ALLAH TA’ALA ke Ahkaamaat ko Qaayam karte rahe Aur Touraat (Aasmaani kitaab) ke Mutaabiq Amal karne ki Tablig Karte rahe, Unke Baad Kaalib Alayhis Salaam Aur Unke Baad Hizqeel Alayhis Salaam Aur Unke … Read more

Hazrat Suleimaan Alayhis Salaam

Hazrat Suleimaan Alayhis Salaam   Suleman >➤ Hazrat Daawud Alayhis Salaam Ke Jaanashin :- Quraane Majeed Me He Ki “Aur Suleimaan(Alayhis Salaam) Daawud(Alayhis Salaam) Ka Jaanashin Huwa” (Surah An-Naml, Aayat-16) Hazrat Suleimaan Alayhis Salaam Hazrat Daawud Alayhis Salaam Ki Baadshahat Aur Khilaafat Ke Jaanshin Bane. >> Note : Yahaa Maal Wa Doulat Ki Waraashat Muraad … Read more

Hazrat Daawud Alayhis Salaam

Hazrat Daawud Alayhis Salaam   Daawud Hazrat Daawud Alayhis Salaam Ne 100 Saal Umar Paayi, Aap Musaa Alayhis Salaam Se 599 Saal Baad Tashreef Laaye(Iske Digar Aqwaal Bhi Manqol He) Hazrat Sulemaan Alayhis Salaam Hazrat Daawud Alayhis Salaam Ke Beite He, Aapne 59 Saal Umar Paayi, Ye Huzoor Nabi E Kareem Sallallaho Alayhe Wasallam Se … Read more

Hazrat Yasa’a Alayhis Salaam

Hazrat Yasa’a Alayhis Salaam   Yasa Quraane Majeed Me Rabb Ta’ala Irshaad Farmata He “Aur Yaad Karo Ismaail Aur Yasa’a Aur Zul-Kifl Ko Aur Sab Acche He” (Surah Saad, Aayat-48) Hazrat Yasa’a Alayhis Salaam Ko Allah Ta’ala Ne Nabuwwat Ataa Farmayi Aur Uske Saath Hi Aapko Baadshahat Ataa Farmaayi, Hazrat Yasa’a Alayhis Salaam Din Ko … Read more

Hazrat Zulkifl Alayhis Salaam

Hazrat Zulkifl Alayhis Salaam   Qqaa Quraane Majeed Me Rabb Ta’ala Irshaad Farmata He “Aur Yaad Karo Ismaail Aur Yasa’a Aur Zul-Kifl Ko Aur Sab Acche He” (Surah Saad, Aayat-48) Aapka Naam ‘Bashar’ He Ya ‘Sharf’ He, Aap Hazrat Ayyub Alayhis Salaam Ke Beite He, (Aapke Muta’alaq Aur Bhi Mukhtelaf Aqwaal He), Allah Ta’ala Ne … Read more