HUZOOR ﷺ Ka Jisme Mubaarak

HUZOOR ﷺ Ka Jisme Mubaarak Muhammad Abrar Raza Qadri 21/04/2024 Leave A Comment >➤ Jamaale MUSTAFA ﷺ :- HUZOOR E AQDAS Sallallaho Alayhe Wasallam Ko ALLAH TA’ALA Ne Jis Tarah Kirdaar Ke Kamaal Me Tamaam Guzre Aur Aane Walo Me Afzalo Aala Banaya Isi Tarah HUZOOR Sallallaho Alayhe Wasallam Ko Husno Jamaal Me Bhi Bemisl … Read more

HUZOOR ﷺ Hazrat Abdul Muttalib Ki Kefaalat Me

HUZOOR ﷺ Hazrat Abdul Muttalib Ki Kefaalat Me Muhammad Abrar Raza Qadri 21/04/2024 Leave A Comment >➤ HUZOOR ﷺ Hazrat Abdul Muttalib Radiallaho Ta’ala Anho Ki Kefaalat Me :- >> Saiyyada Aaamena Radiallaho Ta’ala Anha Ke Wisaal Ke Baad Umme Ayman Radiallaho Ta’ala Anha HUZOOR Sallallaho Alayhe Wasallam Ko Le Kar Unhi 2 Unto Par … Read more

Hazrat Musa Aur Haarun Alayhis Salaam

Hazrat Musa Aur Haarun Alayhis Salaam   >➤ Bani Israaeel :- Hazrat Yaaqub Alayhis Salaam Ki Aulaad Ko Bani Israaeel Kaha Jata He Kyunki ‘Israaeel’ Hazrat Yaaqub Alayhis Salaam Ka ‘Laqab’ He Ya Aap Ka Dusra Naam He, Lafz ‘Israaeel’ Me Ek Qoul Ye He Ki Ye Ajami Lafz He, ‘Israa’ Aur ‘Eel’ Se Murakkab … Read more

Hazrat Daaneyaal Alayhis Salaam

Hazrat Daaneyaal Alayhis Salaam   Daneyal >➤ Hazrat Daaneyaal Alayhis Salaam :- Hazrat Daaneyaal Alayhis Salaam Ki Wilaadat ‘Bukhte Nasr’ Ki Baadshaahi Ke Zamaane Me Hui, ‘Bukhte Nasr’ Jab Baadshah Bana To Ushe Kaahno(Paadriyo/Pujaariyo) Ne Khabar Di Ki Teri Baadshahi Me Ek Baccha Peida Hoga Jo Teri Baadshahi Me Kami Ka Sabab Banega To Usne … Read more

Hazrat Ashmueel Alayhis Salaam

Hazrat Ashmueel Alayhis Salaam ashmueel >➤ Hazrat Ashmueel Alayhis Salaam :- Hazrat Musaa Alayhis Salaam ke Baad Yusa’a Alayhis Salaam Aaye jo ALLAH TA’ALA ke Ahkaamaat ko Qaayam karte rahe Aur Touraat (Aasmaani kitaab) ke Mutaabiq Amal karne ki Tablig Karte rahe, Unke Baad Kaalib Alayhis Salaam Aur Unke Baad Hizqeel Alayhis Salaam Aur Unke … Read more

Hazrat Suleimaan Alayhis Salaam

Hazrat Suleimaan Alayhis Salaam   Suleman >➤ Hazrat Daawud Alayhis Salaam Ke Jaanashin :- Quraane Majeed Me He Ki “Aur Suleimaan(Alayhis Salaam) Daawud(Alayhis Salaam) Ka Jaanashin Huwa” (Surah An-Naml, Aayat-16) Hazrat Suleimaan Alayhis Salaam Hazrat Daawud Alayhis Salaam Ki Baadshahat Aur Khilaafat Ke Jaanshin Bane. >> Note : Yahaa Maal Wa Doulat Ki Waraashat Muraad … Read more